Friday, 4 March 2011

Usko Chaha Bhi Toh Iqraar Na Karna Aaya

Usko chaha bhi toh iqraar na karna aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar na karna aaya,
Usney maanga bhi agar kuch toh judaai maangi,
Aur ek hum thay ke inkaar na karna aaya

No comments:

Post a Comment